Eid ka din ho aur farshi shalwar na ho? Haye, yeh tu tauheen-e-tradition hai! Har saal mai apne dukh bhool ke naye fashion ka shikar ban jaati hoon, aur is dafa bhi kuch alag nahi tha.Farshi shalwar lene ka faisla maine kisi aur ki dekhi dekhaai pictures dekh ke kia tha jahan larkiyan isko pehn ke aise… Continue reading Eid Farshi Shalwar Aur Qayamat Ka Manzar
