
Rajab Butt ki Eman nay green light na di
Humne socha tha 6 million ka dhamakedar meetup hoga, lekin zindagi ne ek alag hi script likh di! Jo kay Mara vlog main Salma buhat Zarori hai agar main nay yah vlog main nahi dala tu ap sab naraz ho Jaylin gay haina Sabse Pehli Rukawat Dost!Jab doston ko bataya toh sabne ek saath sawal barasa diye:Dogger bola“Bhai, petrol kaun bharega?” Shazi bola“Meetup pe free ka khana milega ya nahi?”Haider bola“Bhai, VIP pass ka kya scene hai? Mujhe line me nahi lagna!”Doosri Rukawat MAMA & PAPA!Jab ghar mein announce kiya toh MAMA ne hath main joti pakar k kaha “BETA, pehle bijli ka bill bhar lo, phir meetup kar lena!”Papa ne sirf ek aankh dikhai… bas wahi kaafi tha samajhne ke liye!Sabse Badi Rukawat Eman Socha tha life partner support karegi, lekin yahan bhi twist!“Agar mujhe naye kapde, matching bag aur jootay nahi mile, toh mai nahi ja rahi!”Phir ek minute ruk ke boli, “Waise bhi, tumhare fans mujhe zyada pasand karte hain, bekar ka risk kyun lena?”Aur ek wada karain aap mujhay time dain gay Toh, Ab Kya Hoga?Bohot sochne ke baad faisla hua Meetup CANCEL!Lekin tension mat lo! 10 million pe ek aur try karenge… bas tab tak dua karo Eman aur mama maan jayein!Tab tak apna support dikhate raho, videos dekhte raho aur comments me batao Aap sabse pehle kis se permission lete? Biwi ya mama?10 million par dakhtay hain Kya hota hai
Agar aap ne kabhi Rajab Butt ke vlogs dekhnay hain, to aapko pata hoga ke yeh sirf ek vlogger nahi, balki ek full-time entertainer hai! Har video ek naya adventure hoti hai kabhi street food ka review, restaurants ka view kabhi ghar ke daily scenes, aur kabhi bas random masti jo banda dekh ke hass hass ke pagal ho jaye. Aur agar vlog na banay, to blog likhna shuru kar deta hai matlab har jagah content hi content!Ghar Ka Hungama Rajab ki mama ka gussa, choti behan ka drama aur papa ka mashwara sab kuch vlog ka part hota hai. Kabhi chhup chhup ke recording chal rahi hoti hai aur kabhi direct live fight.kabhi friends mil kay shugal laga rahay hain. Ka hi dogger jug rain lagata hai shazii ko tu kabhi shazi Japan beer ka pi hay par jata hai kabhi haider dogger ka masa banataya hai tu kabhi rajab mil k sab dosto k sath prank karat hai kabhi tu tu dost alas main kar partway hain parson k mamly main.Ending Dialogue “Yaar, video agar pasand ayi ho to LIKE, SHARE, COMMENT, SUBSCRIBE KARNA MAT BHULO!(Aur agar pasand na bhi ayi ho, to bhi subscribe zaroor karna
Written by Amna

Amazing bilkul shi kaha